[Verse]Mujh ko iraade de,Kasmein de, vaade deMeri duaaon ke ishaaron ko sahaare deDil ko thikaaney deNaye bahaaney deKhwaabon ki baarishon koMausam ke paimaane de[Pre-Chorus]Apne karam ki kar ataayeinKar de idhar bhi tu nigaahein[Chorus]Sun rahaa hai naa tuRo rahaa hoon mainSun raha hai naa tuKyun ro raha hoon mainSun rahaa hai naa tuRo rahaa hoon mainSun raha hai naa tuKyun ro raha hoon main[Instrumental]Manzilein ruswa hainKhoyaa hai raastaAaye le jaayeItni si iltijaaYe meri zamanat haiTu meri amanat haiHaan[Pre-Chorus]Apne karam ki kar ataayeinKar de idhar bhi tu nigaahein[Chorus]Sun rahaa hai naa tuRo rahaa hoon mainSun raha hai naa tuKyun ro raha hoon mainWaqt bhi thehra haiKaise kyoon ye huaaKaash tuu aise aayeJaise koi duaaTu rooh kee raahat haiTu meri ibaadat haiApne karam ki kar ataayeinKar de idhar bhi tu nigaaheinSun rahaa hai naa tuRo rahaa hoon main
Sun raha hai naa tuKyun ro raha hoon main
Watch This on YouTube

0 Comments